Jinko khuda ne joda hai
kabhi unko juda na karna
anmol ghadiyo ki ladiyo se
kabihi unko juda na karna
jism ke manind jaan ke nazad
karna mohabath isse
yeshu ke shazadi hai ye
rakhna ulfat isse (2)
tu sar iska mashi sar tera
sar taan se juda na karna
shohar se uhu e-dewafa ho
jaise kudhawand se
ijaat karna darti rahena
jaise kudawand se (2)
dukh sukh me tu lipti rahena
dil jaan se juda na karna
jinko khuda ne joda hai..
hum jo kushiyo me hai shamil
aakh na inse churiye
barkat chaye is jode par
himat inki bandhaye (2)
juthi sachi baato se
kabhi inko juda na karna
jinko khuda ne…..