Ye Din
Lyrics:-
Ye Din prabhu ne jo tujhko diya isme aanandit raho
prabhu mein aanandit raho………………………….4
Ye din prabhu ne jo tujhko diya ………………………………….
prabhu mein aanandit raho ………………………………………
Usne hi jeewan diya hain uska dhanyawaad karo
saare pithavi ke logo prabhu ka dhanyawaad karo…………………………………….2
Prabhu ka gungaan karo ……………………………………………………2
Ye din prabhu ne jo tujhko diya ……………………………….
Har waqt kya kya karo tum uski stuti karo tum
shaitaan ko jisne haraaya uski jai jaikaar karo …………………………………2
prabhu ki stuti karo prabhu ka jaikaar karo
ye din prabhu ne diya ……………………………………………
prabhu mein aanandit raho…………………………………………..