Tadpaya gaya
Singer: Ajay Chouhan
Album: Main jo hu so hu
Tadpaya gaya , tarsaya gaya
Tu mara gaya, tu gada gaya ………2
Mere khatir sab kuchh sahta gaya ……….2
Sataya gaya , kuchla gaya ……mere khatir ……….
Jaan leli humne teri
Phirr bhi tune kuchh na kaha
Humne thuka tujhpe masiha
Phirr bhi tu khamosh raha
Ki memna tu hi hain yeshu …………………
Tu hi hain ……………………….
Tu kuchla gaya , tu nocha gaya
Tu mara gaya , suli chadaya gaya
Mere khatir sab kuchh……..
Jisne tujhko kuchla masiha
Unko tune di changayi
Jisne tujhko khile thoke
Unko tune di hain rihayi
Vad kiya memna
tu hi hain yeshu ………2
Rulaya Gaya, thukraya gaya
Mere khatir sab kuchh sahta ………….4