Sabka Prabhu Yeshu Hain
Sabka prabhu yeshu hain
Vahi malik hum sabka hain ……………….x2
Har sawaal ka yah jawab hain
Sab mushkilo ka wah hal hain
Har gunaaho ki wah maafi hain
Sab bimari ki vah dawa hain
Yeshu mera prabhu hain aapka prabhu hain
Sabka prabhu hain ………………………..
- Sabse bada hain voh , sabse bhala hain voh
Sab naamo mein ,sab kaamo mein ,aur shaan mein
Uski mahima hain , uska vachan to hain
Har desh mein , sab logo mein , har bhasha mein
- Sabse shreshth hain sabse mahaan hain vah
Swarg mein prithvi mein , adholok mein
Vah hi aadi hain , vah hi ant hain
Vah jeewit hain, vah satya hain vah pavitra hain
- Uski nazar mein hum sab ek hain
Na unche hain na niche hain, sab khas hain
Uski daya to sabke liye hain
Aaj hain kal hain aur humesha hain ……